Tera Ghata Lyrics| Gajendra Verma Ft. Karishma Sharma | Vikram Singh

Tera Ghata Lyrics| Gajendra Verma Ft. Karishma Sharma | Vikram Singh - Gajendra Verma Lyrics

Tera Ghata Lyrics| Gajendra Verma Ft. Karishma Sharma | Vikram Singh
Singer, Composer, Music -      Gajendra Verma

Kuchh soch ke bola hoga tumne
Yeh pyar bhi tola hoga tumne
Ab na hai to phir na sahi dilbar
Is dil ko yeh samjha liya humne

Ismein tera ghata
Mera kuchh nahi jaata
Zyada pyar ho jaata
To dil seh nahi pata x (2)

Ab aur kya kehna hoga humne
Karna tha jo woh kar liya tumne
Shayad rahoon ya na rahoon dilbar
Badla kabhi yeh faisla tumne

Ismein tera ghata
Mera kuchh nahi jaata
Zyada pyar ho jaata
To dil seh nahi pata

Ismein tera ghata
Mera kuchh nahi jaata
Agar phir pyar ho jaata
To dil seh nahi pata

Ismein tera ghata..



Comments