Chale Aana Lyrics | De De Pyaar De

Chale Aana Lyrics | De De Pyaar De | Ajay Devgn, Tabu, Rakul Preet | Armaan M, Amaal M,Kunaal V - Armaan Malik Lyrics | Chale Aana Song Lyrics | Sad Song Chale Aana Lyrics in English

Song Chale Aana Lyrics in English
Chale Aana Lyrics | De De Pyaar De
SingerArmaan Malik
MusicAmaal Mallik
Song WriterKunaal Vermaa

Chale Aana Lyrics | De De Pyaar De

Koyi kisi ke bina nahi marta
Aadat ki baat hai
Tumhari bhi chhoot jayegi
Meri bhi chhoot jayegi

Judaa hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana x (2)

Kabhi main yaad aaun to
Chale aana, chale aana
Tumhein main bhool jaunga
Yeh baatein dil mein na lana

Kabhi main yaad aaun to
Chale aana, chale aana

Tha kaun mera, ek tu hi tha
Saanson se zyada jo zaruri tha
Tere liye main kuchh nahi lekin
Mere liye tu mera sab kuchh tha

Nahi jaana bhula karke
Yeh baatein tum hi kehte the
Rahi khushiyaan nahi meri
Ke tum bhi waqt jaise the

Yahin tak tha safar apna
Tumhein hai laut kar jaana
Kabhi main yaad aaun to
Chale aana, chale aana

Na ra, na ra hmm..
Chale aana, chale aana



Comments